SMS
Bholny waly ! waqt ke aywano may kon teharta hy
Bholny waly ! waqt ke aywano may kon teharta hy
beeti sham ke darwazy par kis ko bolany ay ga
Bar-ha es hansi par khud hansi ay muje
Bar-ha es hansi par khud hansi ay muje
kar raha ho kis zamany may wafa ki bat
Apni tasveer rakho raat ki almari may
Apni tasveer rakho raat ki almari may
koi tu mera nisha-n reh jai sham ke bad
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
Es lieye bhi raat ko ghar sy nikal ata ho may
sardiyon ke chand ko ehsas-y tanhai na ho
AY umar rafta mai tujhe ponhchata nay
AY umar rafta mai tujhe ponchata nay
AB muje ko bhol ja ke bohat bewafa ho may
AY karbo bala kush ho ny nasal ny ab ke
AY karbo bala kush ho ny nasal ny ab ke
khud apny laho sy teri tarekh likhi hy
En angno may hay Barso sy ek sy din raat
En angno may hay Barso sy ek sy din raat
Yahi ruka howa lamha har ek makan may hy

